6

The "changes"

aashuyaar
Safar badli, rashta badla, Kiya sab kuch uske liye. Adatein badli, saath badla, Socha sab kuch uske liye. Laga jaise vo ye sab samajh jayega, Lekin aakhir vo hi badla, Badla maine sab kuch jiske liye!! ~ Dahariya Aastha ❤️
- aashuyaar
October 31, 2026
12:45 PM

More on Poeta

Discover more poems