6
Uski tareef karu bhi toh alfaazon ki kami pad jaati hai,
Zikra doori ka karu bhi toh aankhon mein nami badh jaati hai.
Ek jhooth ye koi ahmiyat nahi uski meri is zindagi mein,
Ek sach ye bhi, uska naam sunte hi is andheri zindagi mein roshni badh jaati hai.
~ Dahariya Aastha
- aashuyaar
October 31, 2026
12:43 PM



